aur kuchh nahi



aur kuch nahi teri ek halki si muskam hi kafi hai!!
mere khush reh jane ke liye

aur kuch nahi teri moti aavaj me ek daamki hi kafi hai!!
meri akhe nam kar jane ke liye

aur kuch nahi tera mera hath thamna kafi hai !!
tere pyar ka ahasaas pane ke liye

par tu bhi to samaja

aur kuch nahi
chahiye mujhe tere sath ke siva
toda aapna pan aur thosi si daat ke siva

aur kuch nahi
chahiye mujhe tere naam ke siva
jo jude mere naam ke sath bina kiye koi gila sikva

aur kuch nahi
chahiye mujhe tere pyar ke siva
jo mile thodi meethi thodi khatii daat me chhupa

aur kuch bhi to nahi
chahiye mujhe !!